Skip to main content

Social Media Editing Profile By Alight Motion?

   Social Media Editing Profile By Alight                                           Motion?



 So hlw friends welcome to my new blog to kaise hain aaplog umeed karte hai aaplog bhot badhiya honge. To guys aj main leke aa gaya hu holi video editing. Bhot logoka comments aa raha tha holi ke upar video banane ke liye isliye le aye hai holi video.

T ok guys aj humlog jo holi video editing karne wale hain wo kafi jada amazing hone wala hain to aap video banane se pehle please preview dekh lijiye. Preview dekhne ke liye aapko humara youtube channel pe jana hain or voha same thumbnail ke sath ek video hoga us video ka 1st 30sec aapko dekhna hain.

Guys preview dekhne ke baad aapko video kaise create karna hain chaliye aapko batate hain. Aapko step by step bataunga to aap hamare sath end tak jarur bane rahiyega.





   FOLLOW  THE  STEPS  BELOW  TO  THE  CREATE  ABOVE VIDEO
                                   👇👇 



STEP - 1

Friends sabse pehle aapko ek app download karna hain jisse aj humlog status video ko editing karenge. Yeh app ka naam hain alight motion agar yeh aap aapke pass pehle se hain to aap next step follow kijiye otherwise aap yeh step sahi se follow kijiye.

To yeh app download karne ke liye aapko humara telegram channel pe jana hain jiska naam hain All in one 0.5 Bikash  Yeh channel pe jake aapko dekhe ke liye mil jayega yeh app usko aapko download kar lena hain or aapna phone pe install kar lena hain.

Telegram channel join karne ke liye aapko telegram pe jake search karna hain All in one 0.5 Bikash ya fir aapko niche button dikh raha h uspe click karke bhi join kar sakte hain.


                  


Guys aapko telegram channel se yeh app download karne ke liye koi dikkat ho raha hain to aap hamara yeh website se bhi alight motion app download kar sakte hain.



App download karne ke liye aapko niche ek download button dikh raha hain uspe aaoko click kar dena hain or aaoko yeh apk file mil jayega. Aap download karke aapna phone pe install kar lijiyega.






STEP - 2
                                  

Ab aapko beat mark project and shake effect project aapka editing application alight motion ke andar add ya fir import kar lena hain. Kaise karna hain chaliye hum aapko batate hain.



Guys ye dono project aapko must import karna tabhi aap aisa video editing kar payenge. To yeh dono project import karne ke liye aapko niche beat mark project and shake effect project ka do alag alag button dekhne ke liye mil jayega. Yeh dono button ka use karke hi aapko dono project import karna hain.



To pehle aapko batate hain beat mark project kaise aap import karenge. Beat mark project import karne ke liye aapko niche jo beat mark ka button dikh raha uspe click karna hain or isko alight motion ke andar add kar lena hain.



Beat mark project import karne ke baad aapko 2nd project shake effect ko bhi import karna hain.

Shake effect project aapko apna video main shake effect lagane ka madat karega to aaoko must yeh project ko bhi import kar lena hain.

Shake effect project import karne ke baad aapko usko open karna hain. Open karne ke baad guys aapko yaha 3 image dekhne ke liye mil jayega or yeh 3 images mein 3 alag alag effect laga hua hain. Yahi 3 effect aapko aapna video mein use karna hain.

To is project ko bhi import karne ke liye aapko shake effect project ka button pe click kar dena hain or aaoko isko add ya fir import kar lena hain.



STEP - 4

Ab aapko kaise holi video ko editing karna hain vo bataunga. To is type ka holi video editing karne ke liye aapne jo beat mark project import kiye tha usko open kariye fir aapko material mein se jo video mila hain usko add kariye.



Uske baad aapko jo red colour ka beat mark dikh raha hain uske hisab se images ko add kar lijiye. Aap koi bhi image add kar sakte hain.



Images add karne ke baad effect lagane ke liye back karke shake effect project open karna hain or voha se effect copy karke aapna video main paste karna hain.



Agar aapko yeh process nhi pata hain to aapko humara youtube channel ALL IN ONE 0.5 BIKASH pe jake dekh lena hain.


Guys aapko status related kisi bhi tarak ka problem face karna pade to aap hame instagram pe bata sakte hain aapka help jarur kiya jayega.

Comments

Popular posts from this blog

Class 11th Computer science Subjective question 2022

                          COMPUTER SCIENCE  Class 11th Computer science Quetion papers 2022                                     NCERT   If you solse Class 11 COMPUTER SCIENCE year 2022 Quetion paper, You will be able to better understand the exam pattern and marks distribution of COMPUTER SCIENCE class 11 for the questions and syllabus topics. While solving the papers of COMPUTER SCIENCE, if you use a timer, you will even be able to get used to the timing constraints you will face during the exam in class 11. This way you can check if you need to speed up or not in Examination of class 11 in COMPUTER SCIENCE. Moreover, it will give you an idea of important questions. Many questions are repeated in class 11 JAC Examination as well, so that’s an easy way to score marks in COMPUTER SCIENCE in year 2022 .  Class 11th Computer science Quetion papers 2022.           Download 👇👇 you can practice your hands on COMPUTER SCIENCE Class 11  Quetion papers 2022 pdf download then it is no less tha